Showing posts with label Urdu Poetry. Show all posts
Showing posts with label Urdu Poetry. Show all posts

Tuesday, 20 March 2012

Mat Door Jana Ham Se

mat door jana ham se kabi itna k waqt k faislay pe afsos ho


kya pata k phir tum laot k aao or ye jism mitti main khamosh ho

Friday, 9 March 2012

Dekhi Jo Nabz Meri

Dekhi jo nabz meri to kuchh dayr chup raha

sadkay mae kyun na jaon aesay hakeem k

nuskhay mae jis ne yaar ka deedar likh diya

Thursday, 8 March 2012

Puraanay Zamanay Ki Larki Ka Love Letter

40 k akhrot 80 k badaam
pyaray Sakhawat ko mera salam
Asalam-o-Alaikum
kal aap meray peechhay aatay aatay gir kyun gaye the?
please aap meri khatir cycle ahista chalaya karen
aap kal peelay shalwar kameez mae boha khoobsorat lag rahay they
wesay to pooray muhallay mae aap sa koi nahi
dabay mae daba dabay mae cake
mera sakhawat laakhon mae ek
please please meri khatir gutka khana chhor dain
aj paan k cabin mae phir se milayngay
neeli neeli roshni kamray mae band hai
mae kya karon mujhay sakhawat pasand hai
aap ki jaan nadia
  
          N+S

Tuesday, 6 March 2012

Kyun Karon Mae Ye Dua



Kyun karon mae ye dua k usay meri umar lag jaye

                        (*!*)NOREEN(*!*)

     Ho sakta hai k aaj akhri din ho meri zindgi ka

Pyar Khud Chal K Aata hai



Na koi kisi se door hota hai na koi kisi k kareeb hota hai

pyar khud chal k aata hai jub koi kisi ka naseeb hota hai

Hussan Na Maang Naseeb Maang



Hussan naa mang naseeb maang ay dost

Hussan walay aksar naseeb walon k ghulaam hoa kartay hain

Zara Si Ranjish Pe Na Chhora Karo



Zara si ranjish se na chhora karo kisi se wafa ka daaman

umrayn beet jaati hain dil ka rishta bananay mae

Friday, 2 March 2012

Meri Zaat Itni Wasih Nahi



Meri zaat itni wasih nahi k us main ulajh sakoon

log hi kuchh aesay milay k zaindgi uljh gai

Monday, 27 February 2012

Kisi Ki Yaad Mae



kisi ki yaad mae hum ne rona hi chhor diya

apni zindgi ko talaash karna hi chhor diya

sub beeti hoi baatayn bhula di hum ne

ab dil mae maazi basana hi chhor diya

kanton se log bhar detey hain daaman 

hum ne aangan mae phool khilana hi chhor diya

na mangay gy kisi se bheek mohabbat ki

is liye hum ne dil lagana hi chhor diya

Sunday, 26 February 2012

Darpok Hain Wo Log




Darpok hain wo log jo mohabbat nahi kartay !

bara hosla chahiye Barbaad honay k liye ,

Frishtay Khawab Mae Aatay hain



Raat ghareeb maa ne bachon ko ye keh kar sulaya,

Frishtay khawab mae aatay hain rotoyyan le kar

Mohabbat Wo Haseen Gunah Hai



Mohabbat wo haseen gunah hai
Jisey har insan khushi khushi karta hai,

par Mohabbat mae intizar wo saza hai

jo sirf wohi karta hai jo such mae mohabbat karta hai

Love Dil K Liye



Love dil k liye

dil jazbat k liye

jazbaat insan k liye

insan khoobsoorat duniya k liye

wo duniya aap k liye

or

aap hamaray liye

Thursday, 23 February 2012

Tham Na Jaye Meri Saans Kash Tum Aa Jao



Aj kuch waqt k liye pass meere kash tum aa jao,

Bohat tanha houn main kash tum aa jao,

Kabi khud ko itna kamzor na honay diya main ne
par aaj bikhar gya houn kash tum aa jao,

Tum se miltay hi milta hai hosla har pal muhjay
chahiye aaj baanho ka sahara kash tum aa jao,

Barson se jeeta aya houn bin tere a jan-e-wafa
aaj nahi guzar raha ek pal kash tum aa jao,

Waqt ki raftaar bi jesay tham c gai hai
 tham na jaye meri saans kash tum aa jao,
 

Majbooriyon k Dour Mein




Majbooriyyon k dour mein jaan se azeez log,

Dagha na bhi dayn badal zaroor jatay hain

Ye Lafzon Ki Shararat Hai


Ye lafzon ki shararat hai zara sambhal k likhna tum,



Muhabbat lafz hai lekin ye aksar ho bhi jati hai